Kahan don bana diya bhai..But its so strange ke ki khareed te nahi par taang adana hee hai..Profit hua to sirf thanks bol denge, par loss hua to 1000 bar puchenge ki SL trigger hone wala hai kya karunn... Jab SL diya hai to rehne do SL baar baar puch ke kya matlab banta hai..